Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 982
Ghamne hasne na diya, Zamane ne rone na diya, Is uljano ne jinena diya, Thak k jab sitaron se panah li Neend aayi to apki yadne sone na diya.
Sab samajhte hain k hum magroor thay Par sach me sirf hum hi majboor thay nahi jante k wo meri thi ya nhi Par ye jante hain hum uske zarur thay
Dil ki halat batana nahi aata,kisi ko aise tadpana nahi aata,sunna chahate hai ek baar aawaz aapki magar baat karne ka bahana nahi aata
Mohabat Wafa ke siwa kuch bhi nahi Duniya gum ke siwa kuch bhi nahi Unke pas hamare siwa sab kuch hai Par Hamare pas unke siwa kuch bhi nahi
Jane kis Baat ki Mujko Saza deta hai, Meri Hasti hui Aakho ko rula deta hai, Ek muddat se khabar nahi Apki, koi is Tarah bhi kya Apne "pyar" ko bhula deta hai.
Hume apne pyar par vishwas haiaap dur hokar b humare paas hain,kuch der pehle maut b aake chali gyi,boli teri mohabbat ki dua tere saath.
Nazar me tumhare nazare rahenge, Palko pe yuhi chand sitare rahenge,Badal jaye to badle ye zamana,Khuda kasam hum to hamesha tumhare rahenge.

