Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 922
Main tumhein pyaar kyun karoon, tum nahi ho Ash, Phir bhi tumhe dekhkar mera, system hota hai crash Teirna hai to beach me aao, Kinaro pe kya rakha hai, Pyaar karna hai to bahon me aao, isharo me kya rakha hai.
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai
Todna hota to Rishta na Banate, Umid na hoti to Sapne hum na sajate, Aitbar kiya hai Aapki Dosti pe Bharosa na hota to APNE DIl ka Hisa na Banate
aaj pehli baar mujhe bhot dar lag raha hai tujhse bichadne ka mera jee bhi bhot ghabra raha hai mujhe kuch achha nai lag raha hai.
Jan He Zindagi Se Pyari,Jan K Liye Kar Doon Kurbaan Yaari,Jaan Ke Liye Chod Doon Duyina sari Ab Tumse Kya Chhupaana,TumHi Toh Ho Jaan Hamari.
Pyar wo humko bepanaah kr gaye,Phir jindgi me humko tanha kar gaye.Chahat thi unke intjar me fanaa hone ki,Magar wo Laut ke aane ko B mna kar gye
Der Raat Jab Kisi Ki Yad SatayeThandi Hawa Jb Julfo Ko Sehlaye Kar Lo Ankhe Band Aur So Jao Kya Pata Jiska Hai Khayal Wo Khwabo Me Aa Jay

