Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 892
Dhire Dhire apna bana gaya koi. Pyar k suhanE sapne dikha gaya koi. Ay ALLAH! Yeh pyar hi he. Ya.. Phir se "CHUNA"laga gaya koi.
Maine tumhe dekha, tumhe follow kiya Tumne mere dil mein jalaaya pyaar ka diya Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala Mujhe usne Clinic All Clear se Dho daala
Kafan na dalo mere chehre par, muze aadat hai muskurnae ki.Aaj ki raat na dafnao mujhe yaaro, kal ummid hai market upar aane ki..
Zindagi mei kisi ka saath kaafi Hai Haatho mei kisi ka haath kafi hai Dur ho ya paas fark nahi padta Pyar ka to bas ehsaas hi kaafi Hai
Ae dil na dhadak itni zor se..Kahin awaaz unhe sun na jaye..Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai..Kahin dil ke raaz khul na jaye
Hoga jo gam apko dard kahi or hoga,Haso jo ap khush koi or hoga,Socho toh jara us anjan k bare mein,Wo anjan hamare siwa or kaun hoga
Roz kisi ka intzar hota hai , roz ye dil bekrar hota hai kaash ke koi samajh pata ki chup rehne walon ko bhi kisi se pyar hota hai

