Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 796
Dil ki haalat batana nahi aata,Kisi ko aise tadpana nahi aata,Sunna chahte hai ek baar awaz apki,Magar baat karne ka bahana nahi aata.
Apno K Liye Achi Dua Mangna Fitrat He Hamari Hr Apna Khush Rhe Hsrat He Hamari Koi Hmko Yad Kre Na Kre"Apno"Ko Roz Yaad Krna Adat He Hmari..
Jab tumhara dil udaas ho,Humari mulakato ko yaad kar lena,Jab sab saath chhod de tera,Humari baaho ko yaad kar lena..
Ab udas hona bhi acha lagta haikisi ka pass na hona bhi acha lagta haiMain door reh kar b kisi ki yadon me huye ehsas hona b acha lagta hai...
Tujehe dekhna chahta hoo har pal shayad tujhe bahut pyar karta hoon kal tak to tujhe jaanta bhi na tha aaj tera intezaaar karta hoon
zindagi ko maut se badkar aur kya taufa chaiye agar marne k baad koi meri kabar par phul chada jaye to isse badi dua aur kya chaiye
Yu na saza do yaro dil laganeki,Had ho chuki dilko jalaneki,milti nahi un ankhon me shay sukun deti nahi,koi to rah batao use bhul janeki

