Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 737
Tum meri sanso me samaye ho, dil ki har dhadkan me samaye ho, bhulu bhi to kaise tumko janeman, meri to zindagi ke har pal me samaye hi
humse pucho kya hota hai pal pal bitana,bahut mushkil hai dilko samjana yaar zindagi to beet jayegi,bus mushkil hai aap ko bhul pana.
Jab Se Hua Hai Woh Khwab Ki Tarah ..!! Zindagi Guzar Rahi Hai Azaab Ki Tarah ...!! Khushbu Ke kalam Se Shayad Likha Tha Usne Khat ...!! Har Lafz Mahak Raha Hai Gulab Ki Tarah ...!!
Yuhin hi sapno se Dil ko lagaya karo, Kisi k khwaabon me aya jaya karo, Jab bhi Dil kahe ki koi tumhe bhi manaye, Bas hame yaad kar k ruth jaya karo.
baat karani mujhe mushkil kabhi aisi to na thi jaisi ab hai teri mahafil kabhi aisi to na thi le gayaa chhin ke kaun aaj meraa sabr-o-qarar beqaraari mere dil ko kabhi aisi to na thi
Khuda ne Mujhse kaha ISHQ na kar tu Diwana ho jayega.Maine kaha Ae Khuda tu mesg. Padne wale se mil tu bhi uska diwana ho jayega
Mitti meri kabr se chura raha hai koi, mar k bhi yaad aa raha hai koi, ek pal ki zindagi aur de-de khuda, mayus meri kabr se ja raha hai koi

