Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 646
dosti insan ki zarurat hai, dilo pe dosti ki hukumat hai , zinda hai apki dosti ki wajha se, warna khuda ko bhi hamari zarurat hai
Meri zindagi par ek ehsaan kardo, ye mohabbat mere naam kar do, subah ko milo saam kardo, aur shaam tak mere ghar ka sab kaam kardo…
Karoge fir yaad guzre zamane ko, Tarsoge hamare saath ek pal bitane ko, Phir aawaaz doge hume aane ko, Hum kahenge darwaaza nahi hai kabar se bahar aane ko!
Dali ne dali pe nazar dali, kisi ne is par nazar dali kisi ne us par nazar dali ,hamne jis par nazar dali uske baap ne uski shadi kar dali
Yaad hai teri aur zindagi mein gam hai Manzar hai judai ka aur aankhen bhi nam hain Tu aaye to dhadak jaaye, aa jaaye isme jaan Teri aarzoo hai, dil mein dhadkanen bhi kam hain
Kaash surat apki itni pyari na hoti kaash aapse mulaqat hamari na hoti sapno me hi hum dekh lete aapko to aaj milne ki itni bekarari na hoti
barsat ki har bund me samaye ho tummere dil me khaas jagah banaye ho tumyu to humdard ki kami nahi mujhepar na jaane kyu aaj bahut yaad aa rahe ho tum

