Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 589
Kuch sochu to tera khayaal aa jata hai kuch bolu o tera naam aa jata hai kab tk chupau dil ki baat uski har ada pr humko pyar aa jata hai….
Kuchh na kisi se bolenge,Bas tanhai mein CHHUP-CHHUP RO lenge,Aab neend to aankho mein aati nhi,chalo jab MAUT ayegi tab jee bhar k soLenge.
Dil Bs Dard Ka Ngma Hai Ab Tk Mera Nasib Kyu Spna Hai Tumko Agar Lagta Hai Ke Apno Mn Khush Hu Mn Teri Judai Ka Ghum To Mout Se Bi Dugna Hai
Mukadar Se Lad Saku Ye Meri Aukaat Nahi. Me wo Sakhsh hu Khuda Jiske Sath Nahi. Waqt ayega To Kah Dunga Khuda Se Ki. Mera Mukadar Likhna Tere Bus Ki Baat Nahi.
YE AUR BAT HAI KE DUSHMAN HUA HE AAJ WO KAL TAK MERE DOST THA USE BURA NA KAHO NAJANE KONSI MAJBURI AA GAI HAI WO SATH CHOR GEYA USE BEWAFA NA KAHO
Ishq ke andaaz aur josheele ho gaye, Husan ke nakhare aur nakhreele ho gaye, Hum izhaar karne mein zara dheele kya huye, Unke haath peele ho gaye.
Be-wafaii ka boojh le kar jiya, Magar ek armaan hai iss dil ka, Jab me maru to mile kafan sab se halka, Tu daal dena saaya apne aanchal ka.

