Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 582
Is kadar na hr bat yaron se pucho,Jo bat raaz ki ho isharo se pucho Lehro se khelna to samndr ka shauk hai Lgti h chot kaisi,kinaro se pucho
Hijr Ke Mosam Main Ye Barish Ka Barasna Kesa Ik Sehraa Se Samandar Ka Guzarna Kesa Aye Mere Dil Na Pareshan Ho Tanha Ho Kar Wo Tere Sath Chala Kab Tha To Bichadna Kesa.
Gam nahi tha humko kabhi zamaane ki ruswayion ka, Takleef hoti hai jab koi apna khafa ho jata hai, Dil ki khalish aksar jaan leva ho jati hai lekin, Dar-e-dil ek had ke baad dard-e-dawa ho jata hai.
Pyaar me choti-choti baaton pe shikwa naa karna, Gila tab karna jab hum tum se mooh mod lenge, Kyun ki aisa tabhi hoga, Jab hum duniya chood denge.
Is jaha me mohabbat kash na hoti, To safar-e-zindagi me mithas na hoti. Agar milti bewafao ko saza me maut, To deewano ki kabre udas na hoti.
Naa jaane kyu hame aansu bahana nahi aata. Naa jane kyu haal-e dil batana nahi aata. Kyu wo bichad gayi humse,shayad hame hi sath nibana nahi aata.
"Tute hue paimane me kabhi jam nahi ata, ishq k marizo ko aram nahi ata,e dil todne wale ye jan liya hota k tuta hua dil kisi kaam nahi ata.

