Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 520
Dikhaai detaa agar jahaanmein .. kyon dhoondte usko aasmaan mein kitaab tumne nayi uttha li rukey thhe hum kal ki daastaan mein
Tumhari yaadon ko rok pana hai mushkil, rote huae dil ko manana hai mushkil, yeh dil aapko kitna yaad karta hai, ye labzo se bayan karna he namunkin...
Main teraa na hua haqeeqat me ek fasaana magar chaahunga jhooth hi kehde ke tu meri hai taa-umr meri jee jaaunga
Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon, Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Mere Haal Pe Unka Muskurana Gazab Tha,Bina Baat Muze Unka Sataana Gazab Tha,Milne K Baat Chale To Bahaana Bana Dena,Aur Bina Vaade K Unka.. aana.
Shaam chirago se saja rakkhi hain.. Shart logo se laga rakkhi hain, shayad aa jaye koi humse bhi zyada pyasa, yahi sochkar thodi si bacha rakkhi hain.......

