Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 51
Chahnewalo kabhi apna b jamana tha
Sara saher kabhi apna b diwana tha
Tum to karte ho dosto se dosti
Apna to dushmno se b yarana tha.
Zamane bharki baton me hume Nahi bhula dena
Jab kabi yaad aaye zara sa muskura dena
Zinda rahe to milnege aye dost
Nahi to har diwali mere nam ka dia jala dena
Pyar me duniya khubsurt lagti he
Dard me duniya dushman lagti he
aap jaisa dost hamari jindgi me na ho
to Pani bhi hamko sharab lagti he.
Sitaro me chand tanha jagmagata hai,
Aadmi Akela bhi manjil pata hai,
Humse na Gabharaiye mere yaar,
Gulab kanto ke bich me bhi muskurata hai
Gadha jo khaaye wo Ghaas ho tum,
Buddhe ka Chyawanpraash ho tum,
Idiot, stupid, bakwaas ho tum,
Par jo bhi ho! Yaar! Dost Jhakaas ho tum.--
Khuda se koi baat anjaan nahi hoti
jab insan ki bandgi beimaan nhi hoti
kabhi manga hoga 1 pyara sa dost
wrna u hi hmari dosti nhi hoti.
Samandar ko tha garoor gehraayi par apni..
aasmaan ko tha garv oonchaayi par apni
sharm se zaar zaar ho gaye dono.
jab unhe bataayi humne dosti apni.

