Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 43
aankho me raha dil me utar kar nahi dekha,
kashti ke musafir ne samander nahi dekha,
yaaro ki yaari ka yakine kar liya maine,
unki baaho me chhupa khanjar nahi dekha.
Jamane me koi na sahara najar aya
Bas tuhi 1 hamara najar aya
Teri dosti me is kadar bahete rahe
Na tufan najar aya na kinara najar aya
Kisi khushnasib ki takdir hain aap,
khwabo ki sachi tasvir hai aap.
aur kya kahe aap ki shan me,
mere hathon me DOSTI ki lakeer hain aap.
saalon baad na jaane kya sama hoga,
hum me se na jaane kaun kaha hoga,
phir milna hoga to milenge yaadon me,
jaise sukhe gulab milte hai purane kitaabo me
kadam kadam pey hawa ki simat ka dihan rakhna mushkil waqt main dosti ko yaad rakhna
Haqiqat samjho ya afsana,
Begana kaho ya deewana,
Suno is dil ka fasana,
Teri dosti hai mere jeene ka bahana..
Hum To Dosti K Saudagar Hain,
Dil Ka Sauda Sacha Kar Jayenge,
Agar Honge Aap Hamari Dosti K Kharidar
To Dosti Ki Kasam Hum Muft Me Hi Bik Jayenge

