Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 38
guzre hue kal ki yaad aati hai,
kuch lamho se aankhen bhar aati hai,
woh subah rangeen shaam nirali ho jaati hai,
jab aap jaise doston ki yaad aati hai.....
Bhige mosam ki khushbu hawaon me ho
Apki dosti ka ehsas fizao me ho
yu hi sada rahe apke hoto pe muskurahat
itna asar meri duao me Ho .
Ye gam, ye aansoo kam na honge,
Ye yaadon ke ghere hardum na honge,
Bita lo kuch lamhe dosto ke sath bhi,
Fir yaad karoge jab hum na honge.
Kuch Rishte Uparwala Banata Hai,
Kuch Rishte Log Banate Hai,
Par Kuch Log Bina Kisi Rishte K Hi Rishte Nibhate H
Shayad Wohi Dost Kehlate Hai…
Rahe pardes me to vatan ki yaad Aayi,
Khai thoker to Maa- Baap ki yaad Aayi.
Dushman mile zindagi me bahut,
Lekin dosti ke naam se bas Aapki yaad Aayi.
Andaz nigaho ka juban par ayega,
Us Din tumhe Chehra hamara yad ayega.
Yad kroge shayad us din ka,
Jis din yeh tang karnewala Dost kahi Kho jayega…
Pehle kabhi ye yadein ye tanhai na thi,
Kabhi dil pe madhoshi chaei na thi,
Jane kya asar kar gai apki baatein,
warna Istarah kabhi yaad kisi ki aatee na thi

