Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 286
Unhe Ab Bhul Hi Jaye To Acha Hai Ye Fasle Aur Bhi Badh Jaye To Acha Hai Tumhari Chahate Hum Ko Nahi Hasil To Ab Gair Hi Ban Jaye To Acha Hai
HAme itna pyar mat karna kiduniya me mashhoor ho jayeaur na hi itna bewafa banana..kihum duniya ko chhodne k liye majboor ho jaye.
Kuch adhure khwaab aankhon me saja kar so gaya Bant di khushiyan sabi me ashqon ko chupa kar so gaya Har koi meri hansi ko dekh kar hans leta hai Mai to patthar tha gamon ko bhi rula kar so gaya
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hume kisi se pyaar nahi, kismat ne sab kuch diya hume, sirf diya hamara woh yaar nahi.
Raat gumsum hai magar chan khamosh nahi, Kaise keh du aaj fir hosh nahi. Aisa duba teri aakho ki gehrai main, Haath mein jam hai magar pine ka hosh nahi.
ye khuda unhe hamesha jitana hum to kayee baar haare ek haar aur sahi magar unki jeetane ki aadat banaye rakhna
Ummidon ke sahare jiye jaa rahe hain, tera naam lab pe liye jaa rahe hain. Ek tum ho ki milne ka naam nahin lete, ek hum hain ki intezaar kiye jaa rahe hain

