Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 224
Log kehte hai tum kyun apni mohabbat ka izhaar nhi karte.. hum kehte hai jo LAFZO me bayan ho jye... utna hum kisi se pyar nahi karte...
hum nay kab us say mulakat ka wada chaha, dur rah kar usay aur bhi ziyada chaha, yaad aya mujhay wo bari shidat se, bhool janay ka usay jub bhi erada chaha
Phoolo Ki Tarah Hansti Raho Kaliyoun Ki Tarah Muskurati Raho Khuda Se Sirf Itna Mangta Hoon Ke Tum Mujhe Hamesha Yaad Aati Raho
Bas yehi sochke tumse nazar milayi hai,naye zakhmon ke liye dil men jaga khaali hai,
Bolti hai dosti, chup rehta hai pyar. Hasati hai dosti, rulata hai pyar. Milati hai dosti, juda karta hai pyar. Phir bhi kyun dosti chodkar log karte hain pyar??
Doorian bahut hai par itna samajh lo paas rah kar bhi koi rishta khaas nahi hota, aap dil ke kareeb itne hai ki doorio ka ahsaas nahi hota
Main dil ka ameer mukaddar ka garib tha., Mil k bichadna mera nasib tha, Chah k bhi kuch na kar sake hum, Ghar bhi jalta raha aur samandar bhi kareeb tha

