Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 209
dil mein chupi baat ko ek baar jo pehchaan lete, lab jo na keh paye woh aankho se jaan lete, zuban humari himmat na kar payi, lekin is dil ki dhadkan ko to kaash aap pehchaan lete
namo kaa ek hajoom saa mere pass hai magar dil ek naam sun k dharakta hai tarasti hai nighae tera deedar kerny ko dil majboor kerta hai tuj saay pyar kernay ko
Bin tere jab bhi raat hoti hai,Deewaron se hi baat hoti hai... Sannata puchhta hai sawaal humse, Tere Naam se hi to shuruaat hoti hai…
Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai
Maaza ata hai tumhe saatane me.Ruthe na koi,maza kya manane me.Ek tumhi se khushi hai zara si.Warna kya hai bedard zamane mein.
Jin siddato se koshish kar raha hoon ab mai tumhe bhulane ki kabakht kabhi bahut dil se dua maanga karta tha tumhe apna banane ki
Aansun se palke bhigo leta hoon Yaad teri aati hai to ro leta hoon Socha ki bhula doon tujhe magar, Har baar faisla badal deta hoon.........

