Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1911
Gam ki dava Pyaar hai, Gam ki dava Sharab nahi.Thukraate ho kyon Hum ko, itane to Hum Kharaab nahi.
Ret ke saher me asiyana banya tha Kagaj ki kasti ka sahara banaya tha Joka hawa ka sabkuch uda legaya Sayd hamane hi rista kamjor banaya tha
Kuch ajib faslo ka janm ho raha h, nasib mera jagkar b so raha h, kese keh du tuta dil dhadkta nhi, jbki dil ka hr tukda ro raha h.
Dil ke kareeb aa ke wo jab dur ho gaye,Sare haseen sapne chur-chur ho gaye,Humne vada nibhaya to badnami mili,Aur wo "BEWAFAI" karke bhi mashur ho gaye....
Wade B Dost Ne Kya Khub Nibhaye,Zakham Muft Me Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye.Is Se Badhkar Wafa Ki Misal Kya Hogi,Maut Se Pehle Hi Dost Kafan Le Aye…
Dil ki ahein be asar hai kya karu,zindagi ki rahe be khaber hai kya karu,Dil karta hai ag laga du shahar me,par shahar me uska b ghar hai kya karu
DIL K KREEB AA K WO JB DUR HO GAYE,SARE HSEEN SAPNE CHUR-CHUR HO GAYE,HMNE WADA NIBHAYA TO BDNAMI MILI,WO'BEWFAI'KRKE B MASHUR HO GAYE.

