Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1895
Dosti ka rishta khoob nibhate he aap, Dil ko bahut lubhate he aap, Na jaane kya baat he aapme, Jo door hoker bhi yaad aate hai aap
Lab khamosh hain aankhon se baat hoti hai Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti hai Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum Pata nahi kab din kab raat hoti hai
Is raaz-e-mohabbat ko aam nahi kerna..Chahat k jaazbon ko badnaam nahi kerna..Tum jaan ho mere bas itna samjh lo.. mary in lafzoon ko nelaam nahi kerna.......
Ishq ne Ranjhe ko Pagal bana diya, Ishq ne Mira ko Zehar pila diya, Maloom nahi kaun hai is ishq ka khuda,Jis ne Hum sab ko ye Rog laga diya
Parwah karo uski jo aapki parwah kare, jindgi mein jo kabhi ruswa na kare, jaan banke utar jayo uski jaan mein, jaan aap par jo apni jaan kurban ker de …
Jab koi khayal dil me ata hai, dil na chah kar bhi khamosh reh jata hai, koi sab kuch keh kar pyaar ko jatata hai, to koi kuch na keh kar pyaar ko nibhata hai
Zra si baat der tk rulati rhi,khushi me bi ankhe ansoon bhati rhi,koi kho k mil gya to koi mil k kho gya,zindgi hm ko bs aise hi azmati rhi

