Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1880
ham apne aap mein yun gumm hue hein muddat se, hame to jaisay kisi ka bhi intezaar nahi… kisi ko toot kar chaahen ya chaah kar tootain, hamare paas to itna bhi ikhteyaar nahi…
Un k hoonton say ada hoonay laga hun main... Thry a zeenat dast bapa honay laga hun main... Choom kar maatha mera laga lay gaalay muj ko.. Ay zindagi tuj say juda hoonay laga hun main.......
Pyase ko ek katara pani kafi hai..Eshq me char pal ki zindagi kafi hai..Dubane ko samundarme jaye kaha..unki palko se tapakti huhi ek bund bhi kafi hai..
DIL KE RISHTE BHI AJEEB HOTE HAIN DOOR REHKAR BHI KAREEB HOTE HAIN JO LOG AAPKO ROJ DEKHTE HAIN WOH LOG KITNE KHUSHNASEEB HOTE HAIN
Woh kehte hai majboor hu main, na chahte hue tumse dur hu main. Chura li jinhone meri dhadkane, phir bhi kehte hai bekasur hu main.
Ehsaan kiya usne mujhe pyar sikha kar..hoti hai chahat kya ye mujhe samjha kar..Qurbani hai pyar ka asli matlab..chhod diya sath mera bas itna bata kar.
Har mulaqat pe nigaheyin meri faryaad karti yahi Ek palat nazar se dekhlein who kabhi Aur who bin dekhe hi andekha kar jaati hainReh jaati hain meri tamannayein dil mein dabi

