Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1872
Dekho koi wada na karo bhool jao gay, Meri yaad zyada na karo bhool jao gay, Main aaun to ker lena gilay shikway saray, Abhi se irada na karo bhool jao gay
Ankho me raha dil me uter ker nahi dekha,kasti k musafir ne samander nahi dekha,pather mujhe kehte hai mere chahne wale,me mom hun usne mujhe chu kar nahi dekha
Ankho me aansuo ko ubhar ne na diya, Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko gujar nahi diya
Sitam karo k karam karo hum gilla nahi kartay.. Khaza main lakin kabi phool killa nahi kartay.. Mila do hum ko khak may lakin diyan ye rahay.. K hum jaisay log dubara mila nahi kartay.......
Ek naam kya likha tera saahil ki ret par,Phir umar bhar hawaon se meri dushmani rahi.
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...
Bhola sa chehra yaad rahega, pyar bhara dil yaad rahega. Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge, aap to kya apke sath guzra hua hr pal yaad rahega.

