Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1857
Ishq se mili hain jo tanhayian hume,kaise unka dard bayaan karenge,Ek se hi Mohabbat itni karli humne,ab auron se Mohabbat kya karenge.
Chaha tha jisko use bhulaya na gaya, jakhm dil ka logo se chupaya na gaya, judai k baad bi itna pyar karta hai dil use, k judai ka ilzam bi us pr lagaya na gya.
Her khamoshi ka mutlab inkar nahi hoota.. Her nakami ka mutlab haar nahi hota.. To kia hua jo hum app ko pa na sakay.. Sirf panay ka mutlab to pyaar nahi hota...........
aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.
Dur nigaho se bar bar jaya na karo,dil ko is kadar tadpaya na karo,tum bin ek pal bhi ji na sakenge hum,ye ehsas bar bar dilaya na karo
Avaz sun lete agar is dil k rone ki, Jarurat na pdti. hame u palke bhigone ki, Vo the hi kaha hmare jo gair hue, Hote hum unke to koshish na karte vo dur hone ki
Ye Pal Pal Ka Chalna Faasla Khatam Na Karega Tum Kitna Bhi Chah Lo, Tumhe Wo Beeta Kal Na Milega!

