Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1827
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye.. Hum hawao ki tarah jakar use chuh aye.. Usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya.. Mudhaton baad meri ankho me ansu aye......
Intejaar ka meetha darad diya hai tumne, Mujh par bada ehsan kiya hai tumne, Kambakth aaj kal hichkiyan bhi nahi aati, Jo soochoon ke abhi mujhe yaad Kiya hai tumne
Mana ye waqt hume yad karne wala nahi,par bewaqt hume yad kar liya karo,mana apke aas pas sari duniya ,hamari kami ka bhi ehsas kar liya karo
'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai. Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Tanhai kisi ka intezar nahi karti, Kismat kabhi bewafai nahi karti, Unse dur hone ka asar hai warna, Parchai kabhi jism par waar nahi karti.
Kisne meri kabar par aake diya jala diya Bijli kadak ke gir padi sara chaman jala diya Chain se so raha tha main odhe kafan majar par Yahan bhi satane aa gaye, kisne pata bata diya
Mohabt ko jab log khuda mante he,pyr karne walo ko kyun bura mante h, jab zmana hi he pathar dil Fir,patharo se kyu log dua mangte He.

