Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1795
Meri mohabat ki taqdir dekho,Jo ruthe the unke paigam aa rahe h,Jab maar dala meri pyas ne mujh ko.Wo akho main leke jaam aa rahe h..!
Aarzoo dil mein hai kya, kya kahoongar waqt tham jaaye to bas tumhein dekhtaa rahoontumhaare aks ko apne wajood mein aise shaamil kar loonjab bhi aankhein band karoon, bas tumhein dekhaa karoon
Tere bagair kaise bitegi ye zindagi,zinda magar rehna hoga hume,hai kaisi ye bebasi,kya jane ab kabhi milenge bhi ya nahi,tere milne ki ye aarzoo magar ,chutengi na kabhi..
Usko Dil Ki Har Bat Sunana Chahu,Chhod Pau Use Na Apna banana Chahu,Mujko B Hai Yad Kuch Hasi Lamhe,Bhul Ke B Jinko Na Mai Bhulana Chahu.
Do Hi Lafzon Ka Tha Woh Afsana,Jo Suna Kar Khamosh Ho Baithay..Ibteda Yh Ke Tum Ko Chaha Tha,Inteha Yh Ke Khud Ko Kho Baithay..
Nikalte hai aansoo jab mulakat nahi hoti,Toot jaata hai dil jab baat nahi hoti,Teri pyar ki kasam e jaan,tu yaad na aaye aisi koi raat nahi hoti.
UNKI ek muskurahat ne hamare hosh udaa diye,UNKI EK muskurahat ne hamare hosh udaa diye,hum hosh me aane hi wale the ki woh fir se muskura diye!

