Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1691
Hamare dosti ko na DIL se juda karna, zindgi mein na kabhi yeh gunah karna.. kuch pal chahe beet jaye tumse baat kiye bina, zindgi na beet jaye yeh dua karna...
Duniya mein kisi se kabhi pyar mat karna, Apne anmol aansoo iss tarah bekar mat karna, Kaante to phir bhi daman tham lete hain , Phulon pe iss tarah kabhi aitebar mat karna..
Main Lafzon se kuch bhi izhaar nahi karta, iska matlab ye nahin k main tujhe pyar nahi karta chata hun tumhe aaj bhi par teri soch mein apna waqt bekar nahi karta, tamasha na ban jaye kahin mohobat mein mera islye apne dard ko bayan nahi karta
AANKHO KI AAWAZ KUCH AUR HOTI HAI,AANSUON KI AAG KUCH AUR HOTI HAI.BICHADNA KAUN CHAHTA HAI APNO SE MAJBURIYUN KI BAAT KUCH AUR HOTI HAI.!
Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,sachi chahat to sada bezuban hoti hai.pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Roshani ho to diya jalta hai. Shamma ho to parwana jalta hai. rishte na ho to dil jalta hai. Rishta Aap jaise se ho to jamana jalta hai…
Zindagi mai kuch na mila humko to kya gum hai Aapka pyar mila humko kya ye kam hai Aapki dil mein ek chotisi jagah jo palun to woh jagah kya tajmahal se kam hai

