Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 169
Aapki aakhon me hume mil gayi panah,chahe samjho dillgi ya samjho gunah,bhale hi koi hume pagal karaar de ya deewana,hum to ho gaye aapki dosti me FANNAAA.
Yadd Karte hai tumhe tanhai mein, dil dooba hai gamo ki gehrai mein, hamein mat dhoonndho duniya ki bhid mein, hum milenge tumhe phir kisi, free SMS ki scheme mein.
Chala ja SMS tu banke gulab,Hogi sachi dosti to aayega jawab agar na aaye jawab,to mat hona udas samajna k mere liye waqt nahi unke pass..
Guzar gaya karvan nishan baki he,Dilme kuch bikhre hue arman baki he, Hua he lehro se samna is dilka,Ane abi to bahut se tufan baki he.
Bar bar chahe dil rota hai, Par isme bhi chahat ka nasha hota hai, Jitna chahe bach lo, Par zindagi mein ek bar PYAAR jaroor hota hai.
Puchho Mere Dil Se Paigam Likhta Hu, Sath Guzari Hui Tamam baat Likhta Hu, Divani Ho Jaati He Vo Kalam Bhi, Jis Kalam Se Tumhara Naam Likti hu...
Kya kahe ki kuch kaha nahi jata, dard mitha hai par saha nahi jata, yaad aati hai is kadar aapki, k bina yaad kiye raha nahi jata

