Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1615
Tum kya jano gum kya hota hai Tum kya jano gum kisey kehte hai Tum kya jano gum kya chiz hoti hai Tumne to hmesha fevicol use kiya hena.
AAPKI jheel si aankhon mein, Dil doob jana chahata hai. Par phir yeh khayaal aata hai, Saala apun ko SWIMMING kaha aata hai
Me Tod Leta Agar Wo GULAB Hoti Me Jawab Banta Agar Wo SAWAL Hoti Sab Jante H Me Nasha Nhi Karta Fir B Pi Leta Agar Wo SHARAB Hoti
Ghamne hasne na diya, Zamane ne rone na diya, Is uljano ne jinena diya, Thak k jab sitaron se panah li Neend aayi to apki yadne sone na diya
Jab bhi Aapko Phool dena chaha,Kaanton ka Guldasta thama dala,Par Aapke PYAR ka kya kehna,Aapne Kaanton ko bhi Phool bana dala
Kisiko apna banane me der lagti hai,ek vada nibhane me der lagti hai,pyr to pal bhar me ho jata he,magar unhe bhulane me umar lagti he..
Ibadat rab ki aur soorat yaar ki ho sajda rab ka aur rasam pyar ki ho ashiqo ke mahzab ka kaya kahna zikar rab ka aur baat yaar ki h

