Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1476
Sham Say Pehaly Lot Aana Yuun Dil Naa Jalana, Aur Jab Jab Yaad Aayegi Meri Negaun May Chaha Jana
Raat hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat ke baad, Hum ne khamosh reh ka bhi dekha, Teri awaz aayi har sans k baad.
Log Phulo Se Mohabat Karte Hai, Kaanto Ko Kisne Yaad Kiya Hai, Hum Kaanto Se Mohabat Karte Hai, Kyuki Phulo Ne Hume Zakhm Diya Hai...
Dukh chhupay hoay hain hum dono Zakham khaay hoay hain hum dono Aisa lagta hay phir zamany ko Yaad aay hoay hain hum dono
hum tere dil main rahey ge ek yad bun ker... tere labo per khiley ge musken bun ker... kabhi apne se juda mat sumajhan hamey... hum tere saath chaley ge asman bun ker.......
Khamosh se tum rehne lage ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho…..
Muskan aap ke hoton se kahin jaye na,Ansoo aap ki palkon pe kabhi aye na, pura ho aap ka har khwab aur jo pura na ho vo khwaab kabhi aye na

