Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1470
Raat sunti rahi hum sunate rahe, dard ki dastan hum batate rahe, mita na sake yaadein jinki dil se, naam likh-likh kar unka mitate rahe.
Takdeer k hum sataaye gaye hain.Pyaar mein har taraf se thukraaye gaye hain,Aaj hum gum k musaafir hain,Magar aise hum the nahi banaye gaye hai.
Ankho se door unhe kar nahi paye,bahot koshish ki par bhula nahi paye,sath bitaye sare pal roz yaad aye,kash wo sare din wapas laut aye.
WO kah k chaley itni mulaqat bohat hai..... Main nain kaha ruk jao abhi raat bohat hai... Ansu meray tham jain to shoq se chaley jana.... Abhi kahan jao ge barsat bohat hai....
Meine jo tumhein mohabat mein dil diya Tukhra kar muji ko tumne bewafa keh diya
KYA KAHU KISE KAHU, KYA DOSH DU TAKDIR KO, MERA NASIB MEIN TO YEA BHI NAHI, KE DEKHU APKI TASVIR KO
Duniya me koi kisike liye kuch nahi karta marnewale ke sath har koi nahi marta are marneki baat to chodo yahaan Zinda hai phir bhi koi YAAD nahi karta

