Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1410
Meri duaon mai shamil hai aap is tarah,pholon mai hoti hai khushbo jis tarah,khuda aapki zindagi mai itni khushiyan de,dharti pe hoti hai barsaat jis tarah.
Mohbat mukadar he 1 khwab nahi,Ye wo ada hE jisme sab kamyab nahi,Jinhe panah mili unhe ungliyon par gin lo,Magar jo fanah hue unka kuch hisab nahi.
Veeran Hai Dil, Tanhaaiyon Ki Bahar Hai Tere Yandon Ke Kanty, Bas Yahi Kuch Ab Sath Hai Tum Gai Sath Mai Chale Gai Hai Najare Najaro Mai Bas Ab Sirf Tera Intzaar Hai
Kyon hizr ke shikve karta hai, kyon dard ke rone rotahai, ab ishq kiya to sabr bhi kar, is ishq mein yeh sab hota hai!!
Nigahe dar per lagi hai or hum udas baithe hai... Tere aane ki lekar aas baithe hai... Yuhi nahi teiz hue dil ki darkan aisa laga k aap paas baithe hai.......
vada utnaa hi karo jitana nibha sakte ho Khwaab pura jo na ho woh na dikhana mujh ko apne rishte ki nazaakat ka bharam rakh lena main to aashiq hoon dewaana na bana mujh ko....
Ga saku apka nagma woh saaz kaha se lao, suna saku kuch apko woh andaz kaha se lao.u to chand ki tarif karna asaan hai,kar saku apki tarif woh alfaz kaha se lao

