Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1409
Sham SURAJ Ko DHALNA Sikhati Hai,Shamma PARWANE Ko JALNA Sikhati Hai,GIRNE Waale Ko Hoti To Hai TAKLIF,Lekin "THOKAR" INSAN Ko CHALNA Sikhati hai
Apki yad ne mujhe fir rula diya,bohut khush ho ap zalim jisne hame ye sila diya,2 shabd v likhna na ata tha hume,or aaj apki mohabbat ne mujhe shayar bana diya.
Kabhi Unki Palko Se Unka Izhar Hoga Dil K Kone Me Unke B Pyar Hoga Guzar Rahi Hai Raat Or Din Unki Yad Me Kabhi Unko B Hamara Intzar HOGA
Na muskurane ko ji chahta hai,Na aansu bahane ko ji chahta hai,Tumhari yaad mein aur kya kahe,Bas tumhare paas aane ko ji chahata hai...!
Roz subah khudse ek wada karta huTuje is dilse bhulane ka irada karta hu Apni hi baat se mukar jata hu Jane kyu pyar itna jyada krta Hu
ham sms nahi karte hai to aapko lagta hai ki hame aadat hai paise bachane ki, par aap nahi jante k ye bhi ek aada hai aapko aapni kami ka ehsaas dilane ki..
Badal ki tarah awara he hum Aap bhula nasakoge wo nazara he hm Jo Tut k fanah ho jayega apki 1 khwaish k liye Aasmaka wo andekha sitara he hm.

