Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1302
Koi kuch bhi na kahay to pata kya hai Is bechain khamoshi ki wajah kya hai Unhain ja kay koi kahay hum lay lenge zahar bhi Woh sirf yeh to bata dain meri khata kya hai.......
Phir aansu ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke paimane nikle, Jo dil ka haal hamara samajh hi na paye, Kyu unko aapna zakhm dikhane nikle
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha ....!! Idhar Mera Ghar ..!! Udhar Uska Aaashiyana Tha ...!! Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed ..!! Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha ...!!
Fareb tha uski hasi me hum ashiqi samaj baithe,maut ko hum apni zindgi samaj baithe,waqt ka majak tha ya badnasibi meri,uski do bato ko hum chahat samaj baithe.
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai, dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
A clever person turns great troubles into little ones andlittle ones into none at all.

