Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1265
Roshni kab kam hui ye pata na chalakab khushi gham hui ye pata na chala Unki yaad me is tarah dube hum,ankhen kab nam hui ye pata na chala.
Rahna To Chahte Te Sath Uske Par Is Zmane N rahne N Diya Kabi Waqt Ki Khamosi Me Khamos Raheto Kabi Unki Khamosi NeKuch kahne N diya
Log Mohabbat Ki Saza Dete Hai.Kaise Pagal Hai,Wo To Sholey Ko Hawa Dete Hai.Humne Sirf Ishq Kiya Hai Koi Gunah Nahi,Phir Bhi Log Mere Dard Ka Maza Lete Hai.
Roz Subha Khud Say Ek Wadah Kartay Hain Tujhay Iss Dil Say Bhulanay Ka Irada Kartay Hain Apni He Baat Say Mukkarr Jatay Hain Maloom Nahi Kyoun Bheegti Ankhon Ko Khuwab Tornay Ke Liye Amaadah Kartay Hain"
Tanhai main akelapan saha jaayega, Par mehfil main akela raha na jaayega, Unka saath nahi fir bhi jiya jaayega, Par un k saath koi aur ho ye saha na jaayega.
Kaanch chube to nishaan reh jata hai, Dil tute to armaan reh jata hai, Laga to deta hai waqt marham is dil per, Phir bhi umer bhar ek zakhm reh jata hai.
Hum to humare liye kuch kar na sake, jin k liye kiya wo samajh na sake, koi khel gaya u apne se, sisak te rahe par mu se aah bhi na nikal sake

