Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1109
Aarzu-e-safar ka jab hmne irada kiya, sath chalne ka usne b wada kiya, kuch usko raas N aai wafa ki bate, kuch aeitbar humne b jyada kiya
Chahe kitni bhi door hum rahe,Par Dosti ke silsile na kabhi kam honge,Tum tanha kahan ho zara palat ke dekhna. Tumhare saaye ki jagah hum honge.
Jo Labon se zahir na ho pae Jasbat Keh paega kya ye Lal Gulab wo bat? Fir b unhe hi sochte hain ham din rat Shayad ye Gulab hi suljhae ye Dil ki bat.
Ek Raat Guzre Aisi, Ho Zindagi Roshan Teri Zulfonki Chaome, Simat Aaye Tu Chand Ki Tarah Meri Panahome, Khwab Bunte Chale Hum Nigaho-Nigaho Me.
Tere pyaar me wo kar ke dikhau, Marne ko keh do to marr ke dikhau, Phir se janam le ke iss duniya me aayu, Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.
Aa k meri kabr pe tune jo muskura diya, bijliyan chamak uthi sara badan jala diya. Jeete je na poocha haale dil kabi, ab aye ho poochne jab khaak me mila diya ?
Kisi ki chahat pe Zinda rehne wale hum na the, Kisi pe marmitne wale hum na the, Aadat si padgai hai tumhe yaad karnae ki, Warna kisi ko yaad karne wale hum na the.

