Categories
Advertisements
Be Connected
admin ' SMS Collection - Page 1051
Jane kyun hame aansu bahana nahi aata. jane kyun haale dil sunana nahi aata. kyu sathi bichhad jate hain hum se. shayad hame hi sath nibhana nahi aata...
Pyar ka izhar hum unse kya kare chot khaye he hum vaar kya kare sans bandh ho gayi or aankhe khuli rahiis se jyada hum unka intezar kya kare..
Tanha Chod Kar Humko Hosla Bhi Dete Ho,Saans Cheen Kar Jeene Ki Dua Bhi Dete Ho,Ek Taraf Judai Ka Ghum Bhi Jari Hai,Aur Muskurane Ka Mashwara Bhi Dete HO.
Baat Chal Padi Wafa Ki Hon Rahi Thi Khamian Jisko Humne Apna Samjha Woh Jala Gaya Aashian
dil ke rishte ab bhi nai choote bas dil roothe hain…. yaddo ke bandhan ab bhi nahi toote bas yadein roothi hain …. mai ussi modh par ab bhi hu bas teri rahein roothi hain…
Le kar hum dusro ki hasi kya kare, jo apni nahi woh kushi kya kare, tanha jine se behtar hai mar jai hum, jab saath aapka nahi to zindagi jeekar kya kare..
Kuch pal hote hai, Kuch pal k liye, Ji le inhe Hum har pal k Liye, Ye waqt to Ret ki tarah fissal jayega, De jayega Yaadein Umar bhar ke Liye.

